Aaya Hai Bulawa Mujhay Darbar-e-Nabi Say

Pegham saba laye hai gulzar-e-nabi se (salla llahu ‘alayhi wa sallam)
Aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se

Her aah gaye arsh pe ye aah ki kismat
Her ashk pe aik khuld hai her ashk ki qeemat
Tohfa ye mila hai sarkar-e-nabi se
Ayaa hai bulawa mujhe darbare-nabi se
Darbare-nabi se

Bhaati nahi humdum mujhe jannat ki jawaani
Sunta nahi zahid us mein hooron ki kahani
Ulfat hai mujhe sayaa-e-deewar-e-nabi se
Ayaa hai bulawa mujhe darbare-nabi se
Darbare-nabi se

Irfan ki kasak khulq ki mai sabr ka saagar
Kiya lutf mila kerta hai jo dete hein sarwar
Ye pooch le aake koi beemar-e-nabi se
Aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se
Darbar-e-nabi se
Pegham saba laye hai gulzar-e-nabi se
Aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se
Darbar-e-nabi se
Pegham saba laye hai gulzar-e-nabi se
Aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se
Darbar-e-nabi se


More Naat Lyrics

 1. Aaqa Meriyan Akhiyan Madine Wich Reh Giyan
 2. Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale
 3. Aa Kuch Suna De Ishq Kay Bolon Mein Ae Raza
 4. Allahu Allahu Allahu Allahu
 5. Aasman Gar Tere Talwo Ka Nazara Karta
 6. Al Aaman Qahar Hai Aie Ghous Woh Teekha Tera
 7. Amina Ka Laal Aaya
 8. Aai Naseem e Koye Muhammad
 9. Allah Nabi Da Naam Laiye
 10. Aalahazrat Ka Danka Bajega
 11. Ajab Rang Par Hai Bahar e Madina
 12. Aye Bayaban e Arab Teri Baharon ko Salam
 13. Ajab Rang Par Hai Bahare Madinah
 14. Aa Gaya Woh Noor Wala Jis Ka Sara Noor Hai
 15. Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun
 16. Aai Naseem e Ku e Muhammad
 17. Aanay Walo Yeh To Batao
 18. Akse Roo Ae Mustafa Se Aisi Zaibai Mili
 19. Agar Koi Apna Bahla Bhahta Hai
 20. Aankhon Ko Woh Pur Kaif Nazare Nahin Bhule

1 thought on “Aaya Hai Bulawa Mujhay Darbar-e-Nabi Say”

Leave a Comment