Ankhon Ka Tara Naam e Muhammad


Ankhon Ka Tara Naam e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)
Dilka ujaala naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)

Puche ga Mawla laya hein kya kya
Mai ye kahunga naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)

Allahu akbar Rabb ul-‘ula
Har sheh pe likka naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)

Daulat jo chaaho dona jahaan ki
Karlo wazifa naame Muhammad

Sheda na kyu ho is par musalmaan
Rabb ko hein pyaara naame Muhammad

Salli ‘ala ka sehra sajaakar
Dulha banaaya naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)

Paayi muraade donoh jahaan mein
Jis ne pukaara naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)

Parti durood e doregi hoore
Laasha jo lega naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)

Roze qayaamat mizana pul par
Dega sahaara naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)

Bera tabaahi mein aagaya hein
De de sahaara naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)More Naat Lyrics

 1. Mere Sarkar Madiney Mein Bulatay Rehna
 2. Ae Sabz Gumbad Wale Manzoor Dua Karna
 3. Aa Mil Yaar Saar Le Meri
 4. Haleema Main Tere Muqadran Tu Sadqe
 5. Muhammad Mustafa Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai
 6. Dar Pe Bulawo Makki Madni
 7. Sarwar Kahoon Ke Malik O Maula
 8. Puchte Kya Ho Arsh Per Yun Gaye Mustafa Ke Yun
 9. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman
 10. Aai Naseem e Ku e Muhammad
 11. Aaqa Meriyan Akhiyan Madine Wich Reh Giyan
 12. Aa Kuch Suna De Ishq Kay Bolon Mein Ae Raza
 13. Aaya Hai Bulawa Mujhay Darbar-e-Nabi Say
 14. Kamil Hai Jo Azal Se
 15. Teri Yaad Hai Mann Ka Chain Piya
 16. Kuch Nahin Mangta
 17. Kya Hai Kisi Se Kaam Tumhein Dekhne Ke Baad
 18. As Subhu Bada Min
 19. A’alam Main Baraat Rachi Hai
 20. Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale

1 thought on “Ankhon Ka Tara Naam e Muhammad”

Leave a Comment