Inniltiya Reeha Saba Youman Ilaa Ardil Haram

Inniltiya Reeha Saba Youman Ilaa Ardil Haram
Author: Imam Zainul Abideen (Alahey Salaat o Wassalaam)

In Nilti Ya Ri Hassaba Yawman Ila Ardil Haram
Balligh Salaami Rawdatan Fihan Nabiyyul Mohtaram

Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba, Kisi Din Diyaare Hijaaz Mei(N)
To Mera Salaame Niyaaz Kehna, Harime Banda Nawaz Mei(N)

Man Wajhohu Shamsud Doha Man Khadduhu Badrud Doja
Man Zaa’tuhu Noorul Hoda Man Kaffuhu Bahrul Hemam

Wohi Jinke Ruey Munir Par, Kisi Mehromaah Ka Gumaan Hai
Tu Himam Ka Ik Yame Bekaraa(N), Hai Karam Ke Daste Daraaz Mei(N)

Qur’anuhu Burhaanona Naskhan Le Adya Nim Madat
Iz Jaa-Ana Ahkaamuhu Kullus Suhuf Saaral Adam

Huey Fiskh Ehde Kohan Ke Deen, Woh Jo Laaey Qur’ane Mubi(N)
Woh Dalile Roshano Aakhri(N), Ke Hai Deene Haqqe Jawaaz Mei(N)

Akbado Na Majruhatun Min Sayfe Hijril Mustafa
Tuba Le Aih’l-E Baldatin Fihan Nabiyyul Muhtasham

Zahesa Kinaane Haram Jahaa(N), Shahe Do Jahaa(N) Ka Qayaam Hai
Bara Dil Phigaar Hu(N) Mei(N) Yahaa(N), Ghame Hijre Sina Gudaaz Mei(N)

Ya Laytani Kunto Kaaman Yattba’a Nabiyyan Aliman
Yawman Wa Laylan Daaeman Warzuq Kazaali Bil Karam

Aey Khusha Woh Mo’mine Khush Amal, Ke Muti-Aey Hukme Rasool Hai
Hai Yeh Aarzoo Meri Zindagi, Bhi Ho Waqf Sharaaey Niyaaz Mei(N)

Li Hasratun Isma’a Kazaalema Lam Aasefil Mustafa
Fi Kulle Hi-Nin Qad Mada Fil Haale Ma Yahsul Behim

Thi Azal Se Dil Mei(N) Tarap Yehi, Ke Ho Madd-Ha Shaane Hazoor Ki
Hui Harfo Saut Se Aashna, Jo Fugaa(N) Thi Pardaaey Saaz Mei(N)

Lasto Berajin Mufradan Bal Aqrebaee Kullohum
Fil Qabre Shifa’a Ya Shaafio Bissaade Wan Nunil Qalam

May(N) Aur Sab Mere Aqraba, Hai(N) Ik Shafa’at Ke Gada
Ho(N) Ba Saado Nuno Qalam Ata, Woh Lahad Ki Manzile Raaz Mei(N)

Ya Mustafa, Ya Mujtaba, Irham Ala Isyaanena
Majburatun Aamaalona, Tam-An Wazanban Wazzulm

Karam Aey Shahewaala, Hasham Ke Hai(N), Aaj Muntazire Karam
Woh Asire Gham Ke Shikasta Par, Hai(N) Gunaah Ke Daamane Aaz Mei(N)

Ya Rahmatan Lil Aa’lameen Anta Shafiul Muznebin
Akrim Lana Yawmal Hazina Fadlan Wajudow Wal Karam

Sare Hashr Aap Ke Haath Hai, Mere Hashr-O-Nasr Ki Aabru
Ke Kalide Rehmate, Do Jahaa(N), Hai Nabi Ke Daste Majaaz Mei(N)

Ya Rahmatan Lil Aa’lameen Adrik Le Zaynil Abedeen
Mahbuse Aydiz Zaalemin Fil Mawkabe Wal Muzdaham

Lillaah Zaynil Abedeen, Pe Bhi Nigaahe Lutfe Huzoor Ho
Ke Sitam Nasib Rahine Gham, Hai Udu Ki Qaide Daraaz Mei(N)

In Nilti Ya Ri Hassaba Yawman Ila Ardil Haram
Author: Mola Imam Zainul Abedeen (a.s.w.) Bin Mola Imam Hussain (a.s.w.) Bin
Mola Ali (Alahey Salaat o Wassalaam)

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x