Wo Bazme Khaas Jo Darbar E Aam Ho Jaaye

Wo Bazme Khaas Jo Darbar E Aam Ho Jaaye,
Umeed Hai Ke Humarawo Bazm-e-khaas Jo Darbaar-e-aam Hojaye,
Umeed Hai Ke Humara Salam Hojaye…
Idhar Bhi Ek Nigah Lutfe Aam Hojaye,
Ke Aashiqon Me Hamara Bhi Naam Hojaye…
Ye Arzo Hai Ke Ek Baar Zindagani Me,
Dar-e-huzoor Pe Hazir Ghulam Hojaye…
Bulalo Jald Madine Me Ya Rasool Allah,
Kahi Na Umar Do Roz Tamam Hojaye…
Madina Jaun Phir Aaun Dubara Phir Jaun,
Tamam Umr Isi Me Tamam Hojaye…
Talab Na Bagh-e-aram Ki Na Khwaish-e-jannat,
Ata Mujhe Dar-e-qairul Naam Hojaye. Salam Hojaye…
Idhar Bhi Ek Nigah Lutfe Aam Hojaye,
Ke Aashiqon Me Hamara Bhi Naam Hojaye…
Ye Arzo Hai Ke Ek Baar Zindagani Me,
Dar-e-huzoor Pe Hazir Ghulam Hojaye…
Bulalo Jald Madine Me Ya Rasool Allah,
Kahi Na Umar Do Roz Tamam Hojaye…
Madina Jaun Phir Aaun Dubara Phir Jaun,
Tamam Umr Isi Me Tamam Hojaye…
Talab Na Bagh-e-aram Ki Na Khwaish-e-jannat,
Ata Mujhe Dar-e-qairul Naam Hojaye.

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x