Aa Gaye Muzda Shafa’at Ka Sunanay Walay

Naat Khawan:

Aa Gaye Muzda Shafaat Ka sunane Wale
Naar E Dozakh Se Ghulamon Ko Bachanay Wale

Hai Muqaddar Main Bulandi Hi Bulandi Apne
Hum Tou Hain Kadmon Main Sar Un Ke Jhukanay Wale

Kar K Ehsaan Jitaana Yeh Nahi Shaan Unki
Aur Koi Hon Gai Woh Ehsaan Jitaanay Wale

Mar K Pohancha Jo Lehed Main Tou Nakeeron Ne Kaha
Marhaba Na’at Shah-E-Deen Ki Sunanay Wale

Tu Jala Sakti Nahi Sun Le Jahanam Hum Ko
Hum Tou Hain Jashan-E-Wilaadat K Mananay Wale

Kash Sarkaar Sar-E-Hashar Kahain Mujh Se Obaid
Aa Ja Daaman Main Meri Na’at Sunanay Wale


More Naat Lyrics

 1. Aalam E Islam Ko Eid E Milad Un Nabi
 2. Ab Kahan Jaon Tarap Ke
 3. Aminah Bibi Ke Gulshan Mein Aayi Hai Taza Bahar
 4. Aaj Ashq Mere Naat Sunain To Ajab Kya
 5. Aankhon Ka Taara Naame Muhammad
 6. Aai Naseem e Koye Muhammad
 7. Ankhon Ka Tara Naam e Muhammad
 8. Ae Saba Mustafa Se Keh Dena
 9. Aaqa
 10. Aah Jati Hai Falak Par Raham Lane Ke Liye
 11. Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai
 12. Aaqa Meriyan Akhiyan Akhiyan Madine Vich Reh Gayan
 13. As Subhu Bada Min
 14. Aye Bayaban e Arab Teri Baharon ko Salam
 15. Aaj Aaye Nabiyon Kay Sardar Marhaba
 16. Aaqa Ko Pukar Bande
 17. Aaqa Meriyan Akhiyan Madine Wich Reh Giyan
 18. Aaya Hai Bulawa Mujhay Darbar-e-Nabi Say
 19. An Nabi Sallu Alai
 20. Allah Nabi Da Naam Laiye

Leave a Comment