Gul Az Rukhat Aamokhta Nazuk Badani Ra Badani Ra

Roman Farsi:
Gul az rukhat aamokhta naazuk badani raa
Bulbul zay tu aamokhta sheereen-sukhani raa
Urdu Translation #1:
phoolon ne Nazok badani aap se sikee hai
Bulbul ne apni zoban ke Mitas aap se sekee hai
Urdu Translation #2:
Phool nay tujhay dekh ker naazuk badni seekhi
Bulbul nay tujh say hi meethay sukhan seekhay
English Translation:
Flower has learnt tender-being from your face,
And nightingale has learnt from you the sweet words

Roman Farsi:
Har kas keh lab-e-la’al tura deedah ba dil guft
Haqqa keh cheh khush qandda aqeeq-e-Yamani raa
Urdu Translation:
Jis ne bhi aap ke hontoon ko dekha ko dil mein kahan
Haq hai ki kisy ne Yaman ke Haqeeq(Ruby) ko laya hai
Urdu Translation #2:
Jis nay bhi dil ki aankh say teray la’al jesay hont dekhay
Us nay kaha keh bayshak Yamman ka yeh aqeeq bahut mithaas rakhta hay
English Translation:
Whoever saw your red lips, praised them
Even the nicely carved carnelian of Yemen

Roman Farsi:
Khayat-e-azzal dokhta bar qaamat-e-zeba
Dar qad-e-tu een jaamaa-e-serv-e-chamani raa
Urdu Translation:
azal ke Darzi(God) ne kia sila hai aap ke khobsorat Chehre ko
aap ke Tan mein ye Sarwo Chamani(Khobsorat) kaproon ko
Urdu Translation #2:
tumhaaray khoobsoorat qad ko saamnay rakh ker azzal kay darzi (Allah) nay
Gulshan main serv jesay seedhi lambi qamat walay darakht ka libaas tiyaar kia
English Translation:
[Tailor of the eternity has sewed over your pretty stature
this green dress of garden over your body

Roman Farsi:
Dar ishq-e-tu dandaan shikastast beh ulfat
Tu jaama rasaaneed Owais-e-Qarani raa
Urdu Translation:
Aap ke Mohabbat aur Ulfat mein Mera danth Thodh gaya
Aap ke mohabbat mein mein apni aap ko Wais Qarani Samaj raha hoon
Urdu Translation #2:
Tumhaari mohabbat main bay-qaraar ho ker us nay apnay daant tore daalay
Tu nay phir us Qarran kay renay walay hazrat Owais ko apna libaas mubarik ataa kia
English Translation:
In your love teeth are broken, mere due to love
Make this news reach to Owais of Qarn

Roman Farsi:
Az Jaami-e-baychaara rasaaneed salaamay
Bar dargaah-e-darbaar-e-Rasool-e-Madani raa
Urdu Translation:
Jamay(Poet) ka Salam Ponchaye aap
Rasool Madani ke Gargah Par
Urdu Translation #2:
Aik baychaaray Jaami ki taraf say salaam ponhchay
Rasool-e-Madani(pbuh) ki aali dargaah aur darbaar main
English Translation:
From poor Jami, reaches salam
to the holy kingdom of prophet of Madina

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

5 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
5
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x