Naat Khawan:
Book: 100 Mashoor Naatain (۱۰۰ مشہور نعتیں)
Book: 100 Mashoor Naatain (۱۰۰ مشہور نعتیں)
Na kahin say dooe hain manzilain
Na koe qareeb ki baat hai
Jisay chahay us ko nawaz day
Ye dar e habib ki baat hai
Jisay chaha dar pay bula lia
Jisay chaha apna bna lia
Ye baray karam kay hain faislay
Ye baray naseeb ki.baat hai
Wo.bhatak kay raah me reh gae
Ye machal kay dar say lipat gae
Wo.kisi ameer ki shan thi
Ye kisi ghareeb ki baat hai
Main.sub say.lakh bura sahi
Magar un say hain mera wasta
Meri laaj rakh lay meray khuda
Ye teray habib ki baat hai
Tujhay ay munawar benawa
Dar e shah say chahiye aur kia
Jo naseeb ho kabhi samna
Tau baray naseeb ko baat hai
COMMENTS