Kash Main Doure Payamber Mein Uthaya Jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
Bakhuda qadmo me sarkaar k paya jaata Kash
mein dor e payambar me uthaya jaata
Sath sarkaar k ghazwat me shamil hota
Sath sarkaar k ghazwat me shamil hota
Unki nusrat me lahu mera bahaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
Rait ke zaron me Allah badal deta mujhe
Rait ke zaron me Allah badal deta mujhe
fir mujhe rah e Muhammad me bichaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
Khak hojata mein sarkaar k qadmo ke taley
Khak hojata mein sarkaar k qadmo ke taley
Khak ko khak e madina me milaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
mil ke sab log sub log muje mati se gara karte’
mil ke sab log sub log muje mati se gara karte’
fir mije majide nahabi me lagaya jata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
Kash aey kash mein hota koi aisi lakri
Kash aey kash mein hota koi aisi lakri
Jisko sarkaar ke minber me lagaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
Unke Roze k dar o baam sajane ke liye
Unke Roze k dar o baam sajane ke liye
Rozano me meri ankhon ko lagaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
Bun ke lejata mujhe naat Ke shairon me koi
Bun ke lejata mujhe naat Ke shairon me koi
Robaro unke mein unko hi sunaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
laya jaata sar e darbaar aseeron ki trah
laya jaata sar e darbaar aseeron ki trah
Hukm pr unke mein azaad karaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
ya utrata me kisi naant me misre bankar
ya utrata me kisi naant me misre bankar
rubaru me unmke me unko hi sunaya jata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
Hota us dor ka qisa koi noor o farhan
Hota us dor ka qisa koi noor o farhan
Aj k dor mein bachon ko parhaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata
bakhud sarkar ke kdadmo me paya jata
Kash mein dor e payambar me uthaya jaata

Kash Main Doure Payamber
More Naat Lyrics
- Kalaam Bahu
- Karam Ho Karam Ho Karam Ho Khudaya
- Khudaya Muradoon Say Daman Ko Bhar Day
- Kabe Ke Dar Ke Samne Mangi Hai Ye Dua Faqat
- Kaliyaan Zulfaan Wala Dukhi Dillan Da Sahara
- Kuch Nahin Mangta
- Kaabe Ki Ronak Kaabe Ka Manzar
- Kuch Nahi Mangta Shahon Se Yeh Sheda Tera
- Koi Gul Baqi Rahega Na Chaman Reh Jayega
- Karam Mangta Hoon Ataa Mangta Hoon
- Karam Ke Aashiyane Ki Kya Baat Hai
- Kuch Aisa Kar De Mere Kirdgaar Aankho Me
- Karay Madhe Shah E Wala
- Khanda Peshani Say Har Sadma Uthate Hain Hussain
- Kya Hai Kisi Se Kaam Tumhein Dekhne Ke Baad
- Khair ul Bashar Par Lakhon Salam
- Khoob Naam E Muhammad Hai Aie Momino
- Kamil Hai Jo Azal Se
- Kabe Pe Pari Jab Pehli Nazar
- Kaaba Dikha De Maula