Nabi Ka Lab Par

Nabi ka lab per jo zikre hai be misaal aya kamaal aya
jo hijre taiba me yaad ban kar khayal aya kamaal aya

teri duao hi ki badaulat azabe rab se bache hoe hain

jo haq me ummat jo tere lab per sawal aya kamaal aya

Nabi ka lab per jo zikre hai be misaal aya kamaal aya
jo hijre taiba me yaad ban kar khayal aya kamaal aya

guroor hooro ka tor dala laga ke maate pe til khuda ne

jo kaale rang ka ghulam tera Bilal aya kamaal aya
jo kaale rang ka ghulam tera Bilal aya kamaal aya

Nabi ka lab per jo zikre hai be misaal aya kamaal aya
jo hijre taiba me yaad ban kar khayal aya kamaal aya

Umer ki jurrat pe jao qurban te kaiser o kisra bhi unse larza

Umer ke ane se jo kufar pe jo zawal aya kamaal aya
Umer ke ane se jo kufar pe jo zawal aya kamaal aya

Nabi ka lab per jo zikre hai be misaal aya kamaal aya
jo hijre taiba me yaad ban kar khayal aya kamaal aya

Nabi tw saim hai sabhi hain alaa hai rutbe sb ke azeem o balaa

magar jo akhir me Amina ka laal aya kamaal aya

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

4 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
4
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x