Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj Pe Bula

Naat Khawan:

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj Pe Bula
Aake Mein Dekh Lun Aankh Se Kaaba Tera

Hajj Ka Sharaf Ho Fir Ata Ya Rabbe Mustafa
Meetha Madina Fir Dikha Ya Rabbe Mustafa

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj Pe Bula
Aake Mein Dekh Lun Aankh Se Kaaba Tera

Rukh Soo-e-kaaba Hath Mein Zamzam Ka Jaam Ho
Pee Kar Karun Mein Fir Dua Ya Rabbe Mustafa

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj Pe Bula
Aake Mein Dekh Lun Aankh Se Kaaba Tera

Roti Rahe Jo Har Gadi Ishke Rasool Mein
Wo Aankh De De Ya Khuda Ya Rabbe Mustafa

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj Pe Bula
Aake Mein Dekh Lun Aankh Se Kaaba Tera

Mere Maula Karam Ho Karam
Mere Maula Karam Ho Karam

De De Tawafe Khana-e-kaaba Ka Fir Sharaf
Farma Ye Pura Mudd’aa Ya Rabbe Mustafa

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj Pe Bula
Aake Mein Dekh Lun Aankh Se Kaaba Tera

Aankhon Mein Jalwa Shah Ka Aur Lab Pe Naat Ho
Jab Rooh Tan Se Ho Juda Ya Rabbe Mustafa

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj Pe Bula
Aake Mein Dekh Lun Aankh Se Kaaba Tera

Firdos Mein Pados De Apne Habeeb Ka
Maula Ali Ka Wasta Ya Rabbe Mustafa

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj Pe Bula
Aake Mein Dekh Lun Aankh Se Kaaba Tera

Sab Ahle Khana Sath Mein Ho Kaash Chal Padhe
Soo-e-madina Kafila Ya Rabbe Mustafa

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj Pe Bula
Aake Mein Dekh Lun Aankh Se Kaaba Tera

Mujko Baki-e-paak Mein Madfan Naseeb Ho
Gausul Wara Ka Wasta Ya Rabbe Mustafa

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj Pe Bula
Aake Mein Dekh Lun Aankh Se Kaaba Tera

Tu Behisab Bakhsh De Attare Zaar Ko
Tujko Nabi Ka Wasta Ya Rabbe Mustafa

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj Pe Bula
Aake Mein Dekh Lun Aankh Se Kaaba Tera


More Naat Lyrics

 1. Ya Nabi Salaam Alaika
 2. Yeh Sarwari Hai Bhala Kya
 3. Ya Taiba
 4. Ya Nabi Salam Alaika
 5. Ya Nabi Nuskha e Taskheer Ko Mein Jaan Gaya 
 6. Ya Nabi Salam Alayka
 7. Ya Rasoolallahi Salaamun Alaik
 8. Ya Rabbana Irhamlana
 9. Ya Rasoolallah Tere Dar Ki Fazaon Ko Salaam
 10. Ya Shah e Behro Bar
 11. Yaad E Sarkar Taibah Jo Aaye
 12. Ya Sayyidi Irham Lanaa
 13. Yeh Sarwari Hai Bhala Kiya
 14. Yaar Ki Marzi Ke Taabe Yaar Ka Dum Bharke Dekh
 15. Yeh Kehti Thi Ghar Ghar Mein Jakar Halimah
 16. Ya Mohammed Noor E Mujassam Ya habibi Ya Moulai
 17. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Aye Hasnain Ke Nana
 18. Yeh Kiss Shahanshah e Wala ki Amad Aamad Hai

Leave a Comment