Yaad E Sarkar Taibah Jo Aaye

Naat Khawan:

Yaad E Sarkar Taibah Jo Aaye
Mil Gayi Dil Ko Gham Se Rihaayi

Jis Nay Dekha Bayabaan E Taibah
Uss Ko Rizwaan Ki Jannat Na Bhaayi

Mujh Ko Be Bass Na Samjhay Zamaanah
Un Ke Dar Tak Hay Meri Rasaayi

Phir Masaaib Nay Ghera Hay Mujh Ko
Aay Gham E Ishq E Aaqa Duhaayi

Jis Nay Samjhaa Unhain Apne Jaisa
Uss Nay Imaan Ki Dawlat Gunwaayi


More Naat Lyrics

 1. Ya Sayyidi Irham Lanaa
 2. Yaar Ki Marzi Ke Taabe Yaar Ka Dum Bharke Dekh
 3. Ya Nabi Nuskha e Taskheer Ko Mein Jaan Gaya 
 4. Ya Rabbana Irhamlana
 5. Ya Rasoolallahi Salaamun Alaik
 6. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Aye Hasnain Ke Nana
 7. Ya Shah e Behro Bar
 8. Yeh Kehti Thi Ghar Ghar Mein Jakar Halimah
 9. Ya Nabi Salaam Alaika
 10. Ya Nabi Salam Alaika
 11. Ya Rasoolallah Tere Dar Ki Fazaon Ko Salaam
 12. Yeh Sarwari Hai Bhala Kya
 13. Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj Pe Bula
 14. Ya Taiba
 15. Yeh Kiss Shahanshah e Wala ki Amad Aamad Hai
 16. Ya Mohammed Noor E Mujassam Ya habibi Ya Moulai
 17. Ya Nabi Salam Alayka
 18. Yeh Sarwari Hai Bhala Kiya

Leave a Comment