Zamin O Zaman Tumhare Liye


Zamin O Zaman Tumhare Liye
Makino Makan tumhare liye

Chunino Chuna tumhare liye
Bane do jahan tumhare liye

Dahan me zuban tumhare liye
Badan me hai Jaan tumhare liye

Hum aye Yahan tumhare liye
Uthe bhi Wahan tumhare liye

Farishte Khidam Rasoole Hashm
Tamame Umam Ghulame karam

Wajoodo Adam Haduso kidam
Jahan me aya tumhare liye

Atiko wasi Gani-o-Ali
Sana ki Zuban tumhare liye

Asaalate kul Imaamate kul
Siyaadate kul Imaarate kul

Hukoomate kul Wilayate kul
Khuda ke Yahan tumhare liye

Tumhari Chamak tumhari Damak
Tumhari Jhalak tumhari Mahak

Zamino Falak Simako Samak
Me sikka rawa tumhare liye

Ye Shamso Qamar ye Shaamo Sahar
Ye bargo shajar ye baago samar

Ye tego sipar ye Taajo kamar
Ye hukme Rawan tumare liye

Na Roohe Ami na Arshe maki
Na Laohe Mubin koyee bi kahin

Khabar hi nahin jo Ramz khile
Azal ki Nihan tumhare liye

Jina me Chaman Chaman me Saman
Saman me Phaban Phaban me Dulhan

Sazaa’e Mahan par aise Minan
Ye amno amaa tumhare liyeMore Naat Lyrics

 1. Gunahon Ki Aadat Chura Mere Maula
 2. Mujhe Apna Bana Lo Tum Khudara Ya RasoolAllah
 3. Ya Nabi Salam Alaika
 4. Sarwar Kahoon Ke Malik O Maula
 5. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar
 6. Kaaba Dikha De Maula
 7. Meri Kismat Jagane Ko Nabi Ka Naam Kafi Hai
 8. Subha Taiba Main Huwi
 9. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho
 10. Lab Par Naat e Pak Ka Naghma
 11. Habib E Khuda Ka Nazaara Karoon Mein
 12. Huzoor Jante Hain
 13. Ya Rasoolallahi Salaamun Alaik
 14. Aaqa Meriyan Akhiyan Madine Wich Reh Giyan
 15. Aie Mah e Ramzan Alwada
 16. Meri Maa Kitni Pyaari Hai
 17. Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi
 18. Aj Sik Mitraan Di
 19. Naimatein Banta Jis Samth Woh Zeeshan Gaya
 20. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai

1 thought on “Zamin O Zaman Tumhare Liye”

Leave a Comment