Zamino Zaman Tumhare Liye

Naat Khawan:


Zamino Zamaan Tumhare Liye
Makino Makaan Tumhare Liye
Chunino Chunan Tumhare Liye
Bane Do Jahan Tumhare Liye

1. Dehan Mein Zuban Tumhare Liye
2. Badan Mein Hai Jaan Tumhare Liye
3. Hum Aaein Yahan Tumhare Liye
4. Uthein Bhi Wahan Tumhare Liye
Zamino Zamaan Tumhare Liye

5. Yeh Shamso Qamar, Yeh Shamon Sahar
6. Yeh Burgo Sajar, Yeh Bagho Samar
7. Yeh Tegho Sipar, Yeh Taajo Qamar
8. Yeh Hukmey Rawan Tumhare Liye
Zamino Zamaan Tumhare Liye

9. Na Ruhey Amin, Na Arshey Barin
10. Na Lohey Mubin Koi Bhi Nahin
11. Khabar Hi Nahin Jo Ramz Khuley
12. Azal Ke Nihan Tumhare Liye
Zamino Zamaan Tumhare Liye

13. Saba Woh Chaley Ke Baagh Phaley
14. Woh Phool Khiley Ke Din Hon Bhaley
15. Liwa Ke Taley Sana Mein Khuley
16. Raza Ki Zuban Tumhare Liye
Zamino Zamaan Tumhare Liye

Author: Maulana, Shah, Ahmed Raza Khan Barelvi (Ra)More Naat Lyrics

 1. Zameen O Zaman Tumhare Liye
 2. Sab Se Aola Wa Aala Hamara Nabi
 3. As Subhu Bada Min
 4. Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
 5. Halima Mainu Naal Rakh Le
 6. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki
 7. Aaqa Meriyan Akhiyan Akhiyan Madine Vich Reh Gayan
 8. Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi
 9. Aai Naseem e Ku e Muhammad
 10. Dil Ki Duniya Ko Sajaao Aaqa
 11. Usko Kabhi Na Chu Saken
 12. Aa Gaya Woh Noor Wala Jis Ka Sara Noor Hai
 13. Ya Rabbana Irhamlana
 14. Habib E Khuda Ka Nazaara Karoon Mein
 15. Aa Gaye Sarkaar Main Bismillah Karan
 16. Khudaya Muradoon Say Daman Ko Bhar Day
 17. Arshe Haq Hai Masnad E Rifat Rasoolallah Ki
 18. Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale
 19. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aaqa Tere Dar Say
 20. Ae Sabz Gumbad Wale Manzoor Dua Karna

1 thought on “Zamino Zaman Tumhare Liye”

Leave a Comment